Mi Power Bank
Side Front Image Of PowerBank
Introduction : - Iss Post Me Hum Aap Ke Liye Mi Power Bank 3i 20000 MAH Capacity Wala Lekar Aaye Hain. Aapko Iss Post Me Puri Jankari Milne Wali Hai. Puri Jaankari Ke Liye Kripya Ant Tak Padhe.
Aaj Ki Jarurat Ke Hisaab Se Lagbhag Jyada Partishat Logon Ke Pass Mobile Ki Mojudagi Hai. Bachche Se Lekar Budhon Tak Aaj Sabhi Mobile Ka Istemaal Karte Hai. Mobile Ka Upyog Gaming, Entertainment, official Work, Earning, Net Surfing, Social Media, Personal Use, Calling etc. Ke Liye Hota Hai. Aise Me Din Bhar Me Mobile Ki Battery Jaldi Khatm Ho Hi Jati Hai.
Sath Hi Ager Electricity Supply Ghar, Office Yaa Aap Kisi Bhi Place Me Ho Aur Mobile Phone Ki Battery Khatm Ho Jaye, Toh Aise Me Aapke Kaam Aata "Power Bank" Jisse Aap Apna Mobile Aasaani Se Charged Up Kar Sakte Hain.
Issi Jarurat Ko Dekhte Huye Hum Aaj Aapke Liye Laaye Hain. Mi Ka Yah Power Bank.
Mi Power Bank 3i Model 2020 Me Launch Hua Product Hai.
Triple Port Output
Dual Input With Type-C
Sabse Naya Powerful 3i Power Bank Type-C Port Aur Micro USB Connection Ke Dwaara Re-Charging Ko Support Karta Hai. Power Bank Ko Charge Karne Ke Liye Koi Particular Ek Prakaar Ke Charging Cable Aavshyktaa Nahi Hai.
Power Delivery
The Ultimate Power
High Density Batteries
Lithium Polymer Batteries
Advanced Registance-Capacitance Sensors, Ke Lithium Batteries Secure Hai, Aur Sath Hi Yah Charging Conversion Rate Ko Bhi Sahi Karta Hai. Aur Discharging Voltage Ko StabIlize Karta Hai.
No comments:
Post a Comment