Showing posts with label Power Bank. Show all posts
Showing posts with label Power Bank. Show all posts

Tuesday, November 16, 2021

Mi Power Bank 3i 20000mAh Capacity || एम आई पावर बैंक 3आई , बीसहजार एम ए एच क्षमता के साथ

Mi Power Bank


Side Front Image Of PowerBank



Introduction : - Iss Post Me Hum Aap Ke Liye Mi Power Bank 3i 20000 MAH Capacity Wala Lekar Aaye Hain. Aapko Iss Post Me Puri Jankari Milne Wali Hai. Puri Jaankari Ke Liye Kripya Ant Tak Padhe. 
                     Aaj Ki Jarurat Ke Hisaab Se Lagbhag Jyada Partishat Logon Ke Pass Mobile Ki Mojudagi Hai. Bachche Se Lekar Budhon Tak Aaj Sabhi Mobile Ka Istemaal Karte Hai. Mobile Ka Upyog Gaming,  Entertainment, official Work, Earning, Net Surfing, Social Media, Personal Use, Calling etc.  Ke Liye Hota Hai. Aise Me Din Bhar Me Mobile Ki Battery Jaldi Khatm Ho Hi Jati Hai. 
        Sath Hi Ager Electricity Supply Ghar, Office Yaa Aap Kisi Bhi Place Me Ho Aur Mobile Phone Ki Battery Khatm Ho Jaye, Toh Aise Me Aapke Kaam Aata "Power Bank" Jisse Aap Apna Mobile Aasaani Se Charged Up Kar Sakte Hain.
                 Issi Jarurat Ko Dekhte Huye Hum Aaj Aapke Liye Laaye Hain.  Mi Ka Yah Power Bank. 
                     Mi Power Bank 3i Model 2020 Me Launch Hua Product Hai. 



Triple Port Output



Mi Power Bank 3i Me Triple Port Diya Hua Hota Hai,  Jisme Hum Ek Sath Teen Devices Ko Charge Ke Liye Connect Kar Sakte Hain. Isme 20,000 Mah Ki High Capacity Power Aapko Milta Hai. Sath Hi Iss Power Bank Me 18W Ka Fast Charger Bhi Support Karta Hai. 


Dual Input With Type-C




Sabse Naya Powerful 3i Power Bank Type-C Port Aur Micro USB Connection Ke Dwaara Re-Charging Ko Support Karta Hai. Power Bank Ko Charge Karne Ke Liye Koi Particular Ek Prakaar Ke Charging Cable Aavshyktaa Nahi Hai. 



Power Delivery

The Ultimate Power



Power Delivery Type-C Se Type-C Charging Output Me Help Karta Hai Aur Kai Devices Me Type-C Se Lighting Charging Ko Bhi Support Karta Hai. Type-C Power Bank Ko Fir Charge Karne Ke  Liye Input Source Ke Rup Me Bhi Work Karta Hai. 


High Density Batteries

Lithium Polymer Batteries




Advanced Registance-Capacitance Sensors, Ke Lithium Batteries Secure Hai,  Aur Sath Hi Yah Charging Conversion Rate Ko Bhi Sahi Karta Hai. Aur Discharging Voltage Ko StabIlize Karta Hai. 




Smart Power Management


 Double Press For Low Power Charging






Mi Band 4, Mi TRue Wireless Ear Phone 2,  Jaise Kam Electricity Wale Devices Ko Secure Rup Se Charge Karne Ke Liye 2 Hours Kam Charging Mode Me Enter Karne Ke Liye Simply Power Button Ko Do Baar Press Karen. 







Mi Power Bank Purchase Karne Ke Liye Niche Diye Link Par Click Karen : -     https://amzn.to/3FjvF7F



Click Here Buy Now For More



 #MiPowerBank   #BestPowerBank
#20000MahBattery #UltimatePower
#PowerBank #PurchasePowerBank #BuyNow

Mi Power Bank 
Mi Power Bank Power Capacity
Mi Power Bank 3i 20000 Mah 
Mi Power Bank Ultimate Power

Samsung Galaxy M15 5G ( 4 Gb Ram , 128 Storage ) , 6000 Mah Battery , 50 Mp Tripple Camera | सैमसंग एम 15 5जी (4 जीबी रैम, 128 स्टोरेज), 6000 एमएएच बैटरी, 50 एमपी ट्रिपल कैमरा

  Redmi 13C 5G Mobile Phone                                            FRONT AND BACK SIDE IMAGE Processor   :- Powerful Media Tek  6100+ 5G