Sunday, November 21, 2021

ELV 3 Modes Beauty Selfie Ring Light(Rechargeble) For Mobile Phone,Laptop etc || इएलवी 3 मोड ब्युटी रिंग लाइट (रिचार्जेबल) मोबाइल के लिए

         Beauty Selfie Ring Light


Product Image





Hello Friends Aaj Aapke Liye Iss Post Me Humne Laya Hai Yah Selfie Ring Light Product. Yah Product Aapke Liye Bahut Useful Aur Helpful Ho Sakta Hai. 

                             Aaj Ke Samay Me Abhi Social-Media Ka Kafi Use Ho Raha Hai. Jab Se 4G Launch Hua Hai Tabhi Se Yah Social Media Users Ki Sankhya Me Badhotari Hui Hai. 
        Social Media Jaise ki YouTube, MxTakaTak, Tik-Tok, Moj,  Josh,  Chingari,  Shorts,  Facebook,  Instagram,  Reels, Etc. Abhi Maujuda Platform Hai Jisme User Aur Video Creator Bahut Sankhya Me Hai.
          Ab Aisa Hai Ki Creator Ke Pass Mobile Phone Toh Hai,  Aur Usme Front Camera Bhi Hai,  But Har Kisi Ke Mobile Me Front Camera Par Flash Option Toh Diya Nahi Hota Hai. 
                 Toh Fir Video Creator Ke Video Utne Achhe Se Ban Nahi Paate. Isi Kami Ko Dur Karne Ke Liye Iss Mobile Selfie Ring Light  Ko Launch Kiya Gaya Hai. 
                        Aap Iss Ring Light Ka Isstemal Kar Apne Video Ki Quality Badha Sakte Hai Aur Aapka Face Bhi Iss Video Me Clear Dikhega.               
                 Isska Use Aap YouTube Par Video Banane, Live Hone, Instagram Reels, Aur Bahut Saare Platform Par Video Banate Waqt Apne Mobile Par Laga Kar Use Kar Sakte Hai. 


The Power Supply




Selfie Ring Light Me Aapko 2 AAA Batteries Lagana Hoga,  Jisse Isme Lagi Ring LED Light Par Power Supply Kiya Jaa Sake. 
Achhi Quality Ke Batteries Lagaane Par Yah Achhe Se Kaam Karega Aur LED Jalenge. 



Weight

Weight Ki Baat Karen Toh Yah 59G Hai.


Symmetrical Mini Silicone Pad Inside Clip





Ring Light Ke Clip Ke Inside Me Ek Mini Silicone Pad Laga Hota Jo Kafi Soft Hota Hai, Ring Light Mobile Par Lagaate Samay Yah Pad Mobile Par Touch Karta Hai. Jisse Mobile Me Scratch Ka Chance Nahi Hota Hai. Clip Lagane Ke Baad Yah Bina Hile Mobile Par Fix Rahta Hai Aur Fir On Karne Par Yah Achhi Light Deta Hai. 


Product Size





Ring Light Ki Height 85MM(3.35 IN)  Aur Width 27.5 MM(1.1 IN) Hai. 


3 Level Light Mode






Aapko Isme Me Three Level Ka Light Brightness Mode Milta Hai. Ring Light Ki Button Se Hum Iski Brigtness 3 Level Tak Kam Jyada Kar Sakte Hai. 3 Level Low, Medium, High Brightness. 



Also Use For Live Show




Ring Light Ka Upyog Mobile Me Live Show, Live Video Calling Karte Samay Bhi Upyog Kar Sakte Hai. 


Lighting Range






Mobile Beuaty Selfie Ring Light Me Aapko Milta Hai Achhi Range Tak Light Brightness Ke Sath Jisme Aapki Photo, Video Quality Full Dikhti Hai. 


Also You Can Use This In Laptop 





Ring Light Ka Upyog Hum Laptop Me Kar Sakte Hai. Yah Android, iPhone & iPad Series Black Me Use Kiya Jaa Sakta Hai. 

Danywaad Friends Post Achhi Lage Toh Like, Comment, Follow Karen. 
Product Achhi Lage Toh Purchase Link Se Karen



Beauty Selfie Ring Light Buy Karne Ke Liye Niche Link Par Click Karen: -



#MobileRingLight #RingLight
#LED #LEDFlashLight #SelfieBeautyRingLight










Tuesday, November 16, 2021

Mi Power Bank 3i 20000mAh Capacity || एम आई पावर बैंक 3आई , बीसहजार एम ए एच क्षमता के साथ

Mi Power Bank


Side Front Image Of PowerBank



Introduction : - Iss Post Me Hum Aap Ke Liye Mi Power Bank 3i 20000 MAH Capacity Wala Lekar Aaye Hain. Aapko Iss Post Me Puri Jankari Milne Wali Hai. Puri Jaankari Ke Liye Kripya Ant Tak Padhe. 
                     Aaj Ki Jarurat Ke Hisaab Se Lagbhag Jyada Partishat Logon Ke Pass Mobile Ki Mojudagi Hai. Bachche Se Lekar Budhon Tak Aaj Sabhi Mobile Ka Istemaal Karte Hai. Mobile Ka Upyog Gaming,  Entertainment, official Work, Earning, Net Surfing, Social Media, Personal Use, Calling etc.  Ke Liye Hota Hai. Aise Me Din Bhar Me Mobile Ki Battery Jaldi Khatm Ho Hi Jati Hai. 
        Sath Hi Ager Electricity Supply Ghar, Office Yaa Aap Kisi Bhi Place Me Ho Aur Mobile Phone Ki Battery Khatm Ho Jaye, Toh Aise Me Aapke Kaam Aata "Power Bank" Jisse Aap Apna Mobile Aasaani Se Charged Up Kar Sakte Hain.
                 Issi Jarurat Ko Dekhte Huye Hum Aaj Aapke Liye Laaye Hain.  Mi Ka Yah Power Bank. 
                     Mi Power Bank 3i Model 2020 Me Launch Hua Product Hai. 



Triple Port Output



Mi Power Bank 3i Me Triple Port Diya Hua Hota Hai,  Jisme Hum Ek Sath Teen Devices Ko Charge Ke Liye Connect Kar Sakte Hain. Isme 20,000 Mah Ki High Capacity Power Aapko Milta Hai. Sath Hi Iss Power Bank Me 18W Ka Fast Charger Bhi Support Karta Hai. 


Dual Input With Type-C




Sabse Naya Powerful 3i Power Bank Type-C Port Aur Micro USB Connection Ke Dwaara Re-Charging Ko Support Karta Hai. Power Bank Ko Charge Karne Ke Liye Koi Particular Ek Prakaar Ke Charging Cable Aavshyktaa Nahi Hai. 



Power Delivery

The Ultimate Power



Power Delivery Type-C Se Type-C Charging Output Me Help Karta Hai Aur Kai Devices Me Type-C Se Lighting Charging Ko Bhi Support Karta Hai. Type-C Power Bank Ko Fir Charge Karne Ke  Liye Input Source Ke Rup Me Bhi Work Karta Hai. 


High Density Batteries

Lithium Polymer Batteries




Advanced Registance-Capacitance Sensors, Ke Lithium Batteries Secure Hai,  Aur Sath Hi Yah Charging Conversion Rate Ko Bhi Sahi Karta Hai. Aur Discharging Voltage Ko StabIlize Karta Hai. 




Smart Power Management


 Double Press For Low Power Charging






Mi Band 4, Mi TRue Wireless Ear Phone 2,  Jaise Kam Electricity Wale Devices Ko Secure Rup Se Charge Karne Ke Liye 2 Hours Kam Charging Mode Me Enter Karne Ke Liye Simply Power Button Ko Do Baar Press Karen. 







Mi Power Bank Purchase Karne Ke Liye Niche Diye Link Par Click Karen : -     https://amzn.to/3FjvF7F



Click Here Buy Now For More



 #MiPowerBank   #BestPowerBank
#20000MahBattery #UltimatePower
#PowerBank #PurchasePowerBank #BuyNow

Mi Power Bank 
Mi Power Bank Power Capacity
Mi Power Bank 3i 20000 Mah 
Mi Power Bank Ultimate Power

Friday, November 12, 2021

Redmi 9A Mobile Under 7000-8000 Rupees ।। रेडमी नाइन ए मोबाइल 7000-8000 में।

Best Mobile Redmi 9A For You Under 7000-10000 Rupees


Redmi 9A Mobiles Front Side Image




Redmi Ka Yah Mobile Jiska Naam Hai Redmi Hai Aur Iska Modal Name Hai, Redmi 9A. Yaha Model 2020 Ko Launch Hua Hai. 
       Iss Mobile Phone Me Aapko Milta Hai, Memory Ko Baat Karen Toh  2 GB Ka Ram,  Aur Sath Hi Aapko Mil Jata Hai 32 GB Ka Internal Storage. Aapko 3GB Ram+32Gb Storage Ka Option Bhi Milta Hai. Chahe Toh Yah Bhi Purchase Kar Sakte Hain. 
                         Yah Mobile Aapko Milega Android 10 Ke Sath, Sea blue Colour Ka.Aapke Pass Nature Green, Midnight Black Colur Ka Option Bhi Aapko Mil Jayega. 
Cellular Technology 4G Aur Dual Sim  Rahega. Redmi 9 A Me Screen Aapko Milta 6.53 inches. 
                     Processor Aapko Milta Hai 2GHz Octa-core Hello G25 Processor. 
                                                        Sath Hi 5000 Mah Ka Battery Storage Aapko Milta Hai Mobile Phone Me. 
                  Camera Iss Mobile Phone Me Milta Hai 13 Mega Pixel Rear Aur 5 Mega Pixel Front Camera. 
              Sath Me Milta Hai 10W Wired Changer Box Me. 
              Post Ke Last Me Diye Gaye Link Me Jaa Kar Aap Amazon Se Yah Product Purchase Kar Payenge. 

                            


        

        Redmi 9A Mobiles Back Side Image





       Redmi 9A Mobiles Left Side Image





Redmi 9A Mobiles Bottom Side Image







Redmi 9A Mobiles Right Side Image







Redmi 9A Mobiles Side Back Image






Mobile Purchase Karne Ka Link: -



#Redmi9A
#Redmi9AMobilePhone

Samsung Galaxy M15 5G ( 4 Gb Ram , 128 Storage ) , 6000 Mah Battery , 50 Mp Tripple Camera | सैमसंग एम 15 5जी (4 जीबी रैम, 128 स्टोरेज), 6000 एमएएच बैटरी, 50 एमपी ट्रिपल कैमरा

  Redmi 13C 5G Mobile Phone                                            FRONT AND BACK SIDE IMAGE Processor   :- Powerful Media Tek  6100+ 5G